Dil ki baaton ko dil hi jaane...
Mann me aaya to chal die bataane...


Monday, February 28, 2011

Aashiq Ki Guzarish...

Saath tha woh mere, aur mohabbat thi mere kareeb....
Magar shayad hona tha juda, yehi to tha mera naseeb.....
Aankhon me unke pyar ka izhar to tha, par hona tha juda iska mujhe ehsaas na tha...
Sapne to bahut dekhe,,,,ke honge kabhi woh poore,,,,magar hamare mitne se pehle hi reh gae woh adhooore...
Ghar to banega mera,,,par hoga na woh aashiyan............
Kyunki saaath na tha woh mere...jisse tha mera jahaaaaannnn............
Jism to hoga par jaan kahaaaaaan.......saans to chalegi par jeene ka ehsaas kahaaaaaannn.......
Koi lota do mera yaar.......jiski godd me tha itna pyaaaarrrr..............
Aaankhen bhale hi ho jae nam.............par dil ka dard to hoga kam.......
Kyun Ke woh mere pass hai.....jisse Ishq ka Ehsaas hai............................................

No comments:

Post a Comment