Pyar unse kar to baithe….par pata kya tha ke dil nai hai unke pass…
Aankein to hain…par pyar parakhne ki nazar nai hai unke pass…
Woh hamesha Kehte rae ke mumkin nai who baat…..jisme mere pyar ke the jazbaat….
Par kaise samjhae khud ko hum….ke ab hum akele hain bin sanam….
Aur woh ab kabhi na aaenge….mere sapnon ko haqiqat na banaenge…
Ab to bas mar hi jaeenge….yehi ek tareeka hai shayad woh hume kabhi yaad na aaenge!!
Alvida………………………………...........….!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
No comments:
Post a Comment