Ab to inteha se guzar jana hai,,,
Kyunki jise chaha,,use pana hai…
Zindagi me hota nai baar baar pyar,,,
Ab kya batae kitna pyara hai muje mera yaar….
Uski ek ek muskaan se phool bhi hain sharmate,,,
Ek angdaai leti hai to chand aur taare sabhi hain ghabraate…
Sundarta ki unki baat kya karein,,,jo khuda ka ek nazraana hai...
Khush nasib to hum hain….kyunki usne mere pyaar ko pehchaana hai…
Ab to inteha se guzar jana hai,,,kyunki jise chaha,,use hi..bas use hi pana hai...!!!
Nice one !!!
ReplyDeleteThanks Sudhi..!!
Delete